Top Apps For Youtuber
Dosto jab aap apna youtube channel create krte ho to aapko suru me kuch bi ni pta hota hai to dosto apko me 4 apps ese batane jaa rha hu jisse apko suru me YouTube par video create krte waqt apko help milegi
Agar aap video me dekhna chhahte hai to aap neeche click karke dekh sakte hai.
Top 4 Apps
1.Kinemaster - dosto is app se aap apne video ki editing kr sakte hai aur saath hi aap is app se apne video ka background bi change kr sakte hai kyuki is app me apko chroma key feature milta hai .
2.Rec forge II - dosto is app se aap ek tarh se mic ki tarh use kr sakte hai dosto is app se aap apne video voice ki noise to control kar sakte hai .
3.PicsArt - dosto is app se aap youtube ka thumbnail ya background edit krke bana sakte hai ye app ek professional ki tarh hai isme aap image ki sari editing kar sakte hai.
4. Youtube tags - dosto is app se aap koi video upload krte hai to apko tags ki jarurt padti hai to aap apna topic ka name is app me daal ke uske aur keywords dhoon sakte hai ya aapne koi video dekhi aur apko uske tags chhahiye to wo bi nikaal sakte hai is app se
Nhận xét
Đăng nhận xét